Jab online kamane ki baat aati Hai to dimag mei sabse pahla Naam Jo aata Hai vah hai Google jisme job pani ka Sapna hajaro lakho logo ka hota Hai yadi aap bhi unme se ek hai jo Google company ke liye kam karna chahte hai to Aaj is lekh me mai aapko Google se paisa kaise kamaye iske liye kuchh behtarin option batane ja raha hu jinki madad se aap Ghar baithe Google se online paise Kama sakte hai
Jab bhi aapko kisi tarah ki jankari ko search karna hota Hai to sabse pahle aap Google per hi jaate Hai yah to aap bhi jante hi honge ki Google ek search engine hone ke sath duniya ki Sabse badi company bhi hai jo aapane employees ko sabse achcha suvidha bhi provide karte Hai isiliye Google se kaise paise kamaye yah janne se pahle aapko yah jarur Jaan Lena chahie ki Google kya hai
Kovid Jaisi mahamari ke dauran aajkal most log Ghar baithe hi online kam kar rahe hai agar aap bhi kuchh aise option dhundh rahe hai jisse aap Ghar baithe He Apne computer laptop ya mobile phone ke jarie online kam karke paise Kama sake to Aaj is post mei maine aapko sath Google se paise kamane ke 5 aise aasan tarika share leye hai jinhe agar aap Dhyan se let,s read it aur acche se samajh lete Hai to aap inke jariye achcha paisa Kama sakte hai
To chahie ab is post ko aage badhate hue mai aapko Google se paise kamaye or Google se paise kamane ke tarika kya hai iske bare mei detail mei batata hu
Also read: Google kya hai Google kis Desh ki company hai
Also read : Google Plus kya hai Google Plus use kaise kare
Google se paise kaise kamaye how to earn money from google in hindi
Niche Di gai Jankari mei maine Google ke madhyam se Ghar baithe paise kamane ke 7 aasan tarika ke bare mei bataya Hai koi fark nahi padta ki aapki interests kha hai Lekin yakin maniye in tareko mai aapko kuch Aisa milega jise aap jarur aajmana chahenge
Doston 7 Google se paisa kamane ke aasan tarike is prakar hai
1. Blogging se paisa kamaye
Blogging karke bhi Google se paise kamaye ja sakte hai blogging ka matlab yah hota Hai ki aapko apni khud ki website banani hogi jiski leye aapko email ID aur ek unique domain name ki jarurat hogi apni website ke liye domein aap namecheap ya Godaddy se Khared sakte hai website banakar aapko use per alag alag tarah ki post khud hi dekhkar publish karna hota Hai jab aapke artical Google per rank karne lagte Hai to isase aapki income hone lagtaHai
Agar aap apni khud ki website banana chahte Hai aur website banane ki process ko step by step Janna chahte Hai to iske liye aap hamare is post website kaise banaye ki madad le sakte hai
Iske alava aap apni website se in 2 tareko ke jariye bhi paise Kama sakte hai
Aap website per Google ads lagakar bhi paise Kama sakte hai par iske leye aapki website ke contact aapke khud ke likhe hona chahie aap kise aur ke contact apni website per nahi dal sakte kyunki agar aapane kisi k blog ko copy karke Apne kisi post mei dal Diya Hai to aapke blog per kabhi bhi Google AdSense approve nahi hoga kyunki jab aap Google AdSense ke leye Google per apply karte ho tab Google is website Ko dekhkar hi use AdSense ke liye approve karta hai
Dusra affiliate marketing bhi online paise kamane ka ek bahut hi badhiya option hai iske liye aapko kisi company ka affiliate marketing program Ko join karke unke products apni website per sale karva sakte hai aur achcha paisa Kama sakte hai
Agar aap affiliate marketing ke bare mei aur adhik Janna chahte Hai to aap is post affiliate marketing kya hai ko reading kar sakte hai jisme aapko affiliate marketing ke bare mei Puri jankari prapt ho jayegi
Mobile se blog banakar publish karne ke behad aasan tarika
2. YouTube se paise kamaye
Dosto agar aap blog par lekhana nahi chahte Hai to aap YouTube per video dal Kar bhi Google se paise Kama sakte hai Google se paise kamane ke tarike mei YouTube ek sabse acche Tarika hai aapki video agar logo Ko pasand aane vyakti Hai aur aapke bahut sare YouTube per followers Ban chuke hai to aap apne video mei advertise karke bhi bahut acche paise Kama sakte hai agar aapka YouTube channel bahut bada ban gaya hai to aap us channel se itne paise Kama sakte hai jitna aapane kabhi socha bhi nahi hoga
YouTube bhi ek achcha jariya hai Google se paise kamane ka Lekin iske leye aapko apna YouTube channel banana hoga jiske liye aap hamare use article YouTube channel kaise banaye ki madad le sakte hai
3. AdSense ke jarie paise kamaye
Google AdSense Google Dwara publishers ko provide ki jaane wali ek service hai yah ek free tool hai jiska use website ke Malik apni site per Google vigyapan dikhane ke liye karte Hai aur aapki koi website blog ya YouTube channel hai to aap is service ka upyog karke paise Kama sakte hai
However is product ka istemal aap Keval tab hi kar sakte hai jab aapki website block ya YouTube channel AdSense approval ke liye mangi gai sabhi avashyaktao requirements ko pura karta ho is leye requirements ko acche se reading ke bad hi AdSense approval ke apply kare taki aapko jald se jald approval mil jaye
4. Google Play Store se paise kamaye
Google Play Store Aaj sabse popular Android App store hai aur aap ek Android user hai to possibility hai ke aapane Play Store se kafi apps download kiye honge agar aap ek programmer aur app developer hai to aap apna khud ka ek Android app banakar bahut sare paise Kama sakte ho
Lekin agar aap yah soch rahe hai ki mujhe programming nahi aati hai to fir main apna Android app kaise banau to iske liye aap hamari is post app kaise banaye ko read jiske bad Bina programming language aur technical skills jaane bhi apna khud ka App bana sakte hai
Android app ko banane aur isse paise kamane ke pahle aapko ye pata hona jaruri hai ki aap Aisa kaun sa app banaye jo unique ho aur logo ke liye useful ho kyunki Play Store se ham unhe apps Ko download karte hai Jo hamare leye use hai esliye aapke pass koi brilliant idea hona chahie jise aap app mei convert karke logo Tak pahuncha sake
Android app bana lene ke Bad usko use Google Play Store par publish karne se pahle aapko Google Play console kharidna hoga iske bad hi aap apne app ko Play Store per publish kar payenge aapki application Play Store par publish hone ke bad aap apne app ko promote karne ke liye uska advertisement kar sakte hai isase aapke aapke adhik download hone ke chances badh jaate Hai
Jitne bhi log aapke app ko search karke download karenge aapko utna hi payment Google se milega is tarah aap app development karke bhi Google se Paisa Kama sakte hai
5. Admob se paisa kamaye
Admob se paise kamane ke liye aapka khud ka Android app hona jaruri hai yah bilkul usi tarah kam karta hai Jaise website ya YouTube per Google AdSense.admob de paise kamane ke liye aapko use Apne Android App se link karna hoga
Iske liye aapko Apne Gmail ID aur mobile number ki jarurat hogi iske bad aapko iski website
www.google.com/admob ko open karna hai
FIR aapko Apne Gmail ID login karna hoga iske bad apna mobile number aur adress dalna hai
Ab aapka admob account Ban jaega iske bad aapko admob account se app ko monetize karne ke liye ad unit id generate karni hogi Jo aapke admob account mei available hoge
Ab aapko ad unit id ko Apne banae hue Android app mei add kar dena
Iske bad aapke app mei ads dikhne lagenge aur FIR isase aapki income aana shuru ho jaega
6. Google opening rewards se paise kamaye
Yah app Google dwara users ko various product aur surveys par Feedback Dene ke leye ek incentive ke rup me bnaya gya tha jabke aap es app ka use karke bahut adhik paisa nahi Kama sakte hai yah thora bahut paise kamane aur apne Kali samay ka use karne ka ek acchi tarika hai isme aap jitne jyada survey karenge utane jyada Paisa Kama payenge
Amount per survey ₹5 se ₹20 Tak hogi aur aap ek din mei kitne survey kar sakte hai iski koi Seema nahi Hai halake jab aap is app ko Play Store se download karke ismei Apne email id se sign up karte Hai to sabse pahle aapko isme pehle survey ko pura karna hoga uske bad hi aapko agla survey melega
7. Google AdWords se paise kamaye
Google adwords ek online advertising services ke ads logo Tak pahuncha sakte hai aur apne business ka advertisement de sakte hai per Apne product aur servey ke vigyapan online dikhane ke liye aapko apna kuchh amount paisa invest karna hoga tabhi aap Google AdWords ka use karke online paise Kama sakte hai
Google AdWords ke bare mei detail mei janne ke liye aap is artical Google AdWords kya hai Ko padh sakte hai
Conclusion
Aaj Apne Jana ki Google se paise paise kamae how tu earn money online with Google aur aap bhi Google se paise kamana chahte Hai to yah post aapki bahut madad karegi iske liye aapko kahi jaane ki jarurat bhi nahi hogi aap apne ghar se hi ya kam kar sakte hai
Agar aapko hamari post pasand I to please Apne dosto ko bhi Google se paise kaise kamaye ke bare mei bataye aap hamari website se jure rahkar daily ek badhkar ek badhiya Jankari se aware rah sakte hai ummid Hai ki ab aap Sikh Gaye honge ki Google paise kaise kamaye.
Hamari website ke latest update pane ke liye humse Jude rahe Jankari in Hindi ko like aur subscribe karna na bhule