Kya aap jante Hai ki digital marketing kya hai nahi jante to ise lekh me ham digital marketing kaise kare is bare mein batane ja rahe hain digital marketing kisi bhi company ke product aur service ko Pramot ya parchar karne ka platform yah kisi bhi business aur uske or brand value ko badhane ka ek aadhunik Tarika hai vartman mein lagbhag sabhi companies Apne product ke parchar karne ke liye digital marketing ka upyog kar rahi hai yahan Tak ki bre bre rajnitik partiya bhi Apne party ke parchar ke liye digital aur online marketing ka sahara le rhe hai
Jab se Bharat mein internet data sasta hua tab se internet ka use bhi kafi badh gaya hai internet utility ke badhte users ke approach se digital marketing ka vistar bhi bahut teji se ho raha hai digital marketing ke jariye kisi bhi product ko promote karna bahut hi aasan hai
Also read: internet kya hai internet ki puri jankari
Also read: online Paisa kaise kamaye
Digital marketing ke badhate vistar ho dekhte hue Aaj ham aapko digital marketing kya hai digital marketing meaning in hindi or digital marketing kaise karen is bare mei pure jankari dene ja rahe hain vah log jo digital marketing ke bare mein Janna chahte Hai to is post ko pura jarur padhe
Digital marketing kya hai in Hindi
Digital marketing vah Hai jismein ham Apne mobile aur computer Jaise digital equipment ke dwara Apne product ya brand ko globally promote world level par badhava dena kar sakte hain ISI ko ham digital marketing ya online marketing mukhya do shabdon SE milkar banaa hai digital marketing sabse pahle ham ine shabdon ke out ko samajhte Hain
Digital ka matlab electronic or mukhya roop se internet ka hissa duniya Ka har vah insan hai jo kisi bhi digital upkaran mobile ya computer ke dwara internet ka upyog karta hai
Digital marketing ya online marketing Apne product ko internet ke madhyam se global market mei logon Tak pahunchane ka ek Tarika hai udaharan ke liye jis prakar se ham offline advertising vigyapan ko akhbar poster banner ke dwara Pramot karte Hai theek usi prakar se online marketing ya digital marketing mein bhi Kiya jata hai donon ka mukhya objective adhik se adhik logo Tak pahunchna hota Hai Lekin online marketing ya digital marketing dwara aap kam lagat aur kam samay mein global market Tak pahunch sakte hai
Digital marketing kaise kare
Digital marketing karne ke liye website our SEO search engine optimization ke Jankari hona necessary hai seo ke adhik jankari prapt karne ke liye aap hamare post seo kya hai padh sakte hai
Jab se logon ne internet ka istemal karna shuru Kiya Hai tab se vah Apne Dainik kam aur jaruri Jankari ke liye internet per nirbhar ho gaye hain tab se product aur service provider companies se apne costomers ke leye online advertisement yani online vigyapan shuru kar diya hai
Digital marketing karne ke liye aapko samay Dena hota Hai iske sath sath hi internet connection ki jarurat hoti hai jinke pass samay hai vah khud yah kam karte Hain tatha jinke pass samay nahin Hai ya Jankari nahi Hai vah professional seo search engine optimization se yah kam karvate Hain Jo iske liye takes lete hai
Ab jante Hain digital marketing karne ke un 7 tariko ke bare mein jo sabse adhik upyog mein lae jaate Hain
1•Blogging
Digital marketing ki shuruaat karne ke liye yah sabse achcha Tarika hai aap is per free mein kam kar sakte hai Kai sare aise blogger hue hain jinhone yahin se digital marketing ki duniya mein kadam Rakha tha aapke jis bhi field mei Ruchi hai aap use per likh sakte hain aur use advertise bhi kar sakte hai
2•SEO Search Engine Optimization
Yadi aap apne website ya blog per adhik traffic yani jyada se jyada users aapki website per aaye Aisa chahte Hai to iske liye aapko seo ka pura knowledge hona chahie bahut sare company apni website per seo karne ke liye hajaron w lakhon rupaye kharch karte Hai yadi aap seo me expert ho jaate Hain to yah aapke Hui Hai achcha career vikalp bhi ho sakta hai
3•YouTube channel
YouTube duniya Ka sabse lokpriya video streaming platform hai jo lakhon karor logo Ko Apne platform per engage karke rakhta hai yahan per bahut se companies Apne product ko video ke madhyam se promote karti hai aapane Dhyan Diya hoga to bahut se YouTube jinke hajaron wa lakho ke sankhya mein subscriber hote Hain vah Apne video mein kisi Anya product ka bhi review dete Hai jinke leye unhen pay kiya jata hai yadi aap YouTube hai to aap bhi is per digital marketing shuru karskte hai
4•Social media marketing
Digital marketing ka yah sabse aasan aur popular tarika hai jab aap kisi social media platform Jaise Facebook Twitter Instagram ka istemal karte Hain aap dekhte honge ki aapki timeline per kuchh user friendly vigyapan hote Hain yadi aap social media ke dwara vigyapan karte Hain to yah advertising ka sabse sasta aur impressive Tarika hota Hai vartman mein social media marketing product ke promotion ke liye sabse adhik upyog kiye jaane wala Tarika hai
5•afiliate marketing
Yah commission based online marketing hai jiska mostly upyog online shopping our product bechne wali compania karti hai affiliate marketing ke through aap kisi bhi website ke product ko bech sakte hain tatha jis per company commission ke roop mein kuchh paise deti Hai matlab yah ki ismein company un publishers ko bhugtan karte Hai Jo company ke liye customer late hai
6•app marketing
Kai Bari Bari compania Jaise Amazon Flipkart Snapdeal OLX Zomato aade apni service provide karne ke liye app bhi provide Karti hui jinhe aap Apne smartphone ke app store se download kar sakte hai yah bhi digital marketing ka ek badhiya tarika kyunki present most log smartphone Ka hi istemal karte Hain tatha Jo online shopping paise transfer online booking khana order karne ityadi kam ke liye ka upyog Karna jyada aasan hota Hai
7•email marketing
Email marketing vah hoti hai jismein company Apne product ke new offers or discount ko Apne customer Tak direct email ke jarie pahuncha sakti hai sath hi Apne customer ke feedback bhi prapt kar sakti hain agar aapka email account hai to Apne usmein Kai online shopping compania ke email dekhe honge jo ki digital marketing ka hi ek Tarika hai
Conclusion
Digital marketing ke aur bhi bahut sare tarike Hai lekin humne aapko UN sabhi ko ke bare mei bataya hai jinka sabse jyada log istemal karte Hain kyunki jitne jyada log aapke product ko dekhenge aapke utane hi product bikega and aapko utna hi jyada fayda milega
Ummid karte Hain ki digital marketing kya hai ab digital marketing kaise kare ki jankari aapke liye istemal hogi agar aapko online marketing kaise kare ki jankari acchi lage hogi ho to Apne social media account wah Apne doston ke sath jarur share Kare iske alava aapke koi sawal ho to vah bhi humne comment karke poochh sakte hai