Google Plus kya hai Google Plus kaise use Kare

Google Plus kya hai Google Plus kaise use Kare
Google Plus kya hai

Hello doston jankari in Hindi me aapka welcome Aaj ham aapko bataenge what is Google Plus in Hindi Google Plus kya hai  aur Google Plus par account kaise banaye hamne hamari pichli post mein aapko bataye  Google kya hai Google kis Desh ki company hai I hope aapko post pasand I hogi

Aapne Google Plus ka naam to suna hoga lekin aapko shayad hi pata hoga ki Google Plus kya hota hai aapke alawa bhi aise bahut se log honge jinhe nahin pata ki Google Plus kya hai isliye Aaj ham aapko aaj ki post mein batane Wale Hain what is Google Plus in Hindi

Jab aap kisi kam ke liye internet ka upyog karte Hain to aapne kai bar dekha hoga ki kisi bhi website par login karte waqt Singh in with Google Plus likha hota hai

Itne hi nahin agar aap Google ki Koi bhi service Jaise blogger drive aur photos ka use karte hain to waha bhi continue with Google Plus ka option hota hai

To ham aapko Bata Den ki Google Plus bhi Facebook aur Twitter ki tarah ek social network website aur application hai lekin jyadatar log Kewal Facebook aur Twitter ko hi use karte hain aur Google Plus ko use nahin karte hain kyunki unhen Google Plus ke bare mein Jankari nahi Hoti

Google Plus ke unic aur option future is ko ek upyogi social networking site banati hai social networking ki duniya mein Google Plus bahut hi achcha ka matlab kya hota hai option hai to jante Hain Google Plus in Hindi

Google Plus kya hai what is Google Plus in Hindi

Google Plus Google company dwara 15 December 2011 mein launch Kiya gaya tha Google Plus ek social networking website aur application hai Google Plus ke future aur suvidha Facebook se milti julti hai

Google Plus per aap post ke madhyam se apna status update kar sakte hain aur apne baton ko lakhon crore logon ke samne rakh sakte hain Google Plus mein aap apne doston ya dusre logon Ko Apne circle mein add bhi kar sakte hain

Google Plus ke hangouts ki help se aap apne Google Plus ke doston ke sath video call bhi kar sakte hain vah bhi bilkul free mein chaliye ab aapko samajh Gaya hoga ki Google Plus kya hota hai

How to create a Google Plus account in Hindi

Google Plus account kaise banaye doston ham aapko Bata Den ki agar aap Google Plus account create karna chahte hain to uske liye aapke pass apna Google account (gmail id) hona chahiye

Agar aapke pass apni Gmail id hai to aap bahut hi aasani se apna Google Plus account create kar sakte hain agar aapke jivan yadi nahin hai to pahle aapko Gmail per email ID banana padega agar aapane email id banaa liye hain to fir aage baat karte hain

Ab jab aapki Gmail ID Google account Ban jaaye to aapko sabse pahle Apne browser mein Google Plus ki website open karni hogi aap yahan per click karke bhi Google Plus ki website per ja sakte hain

Google Plus ki website open hone ke bad join Google Plus per click kijiye click karne ke bad aapse aapki Gmail ID mangi jayegi Gmail ID dalne ke bad aapko Google Plus account create ho jayega

Google Plus download kaise kare how to download google plus in hindi

Ji han doston Google Plus ki website ke sath iski mobile application bhi hai jiske dwara mobile ka upyog karne Wale person Google Plus download karke apne mobile mein bhi istemal kar sakte hain

Google Plus download karne ke liye aapko apne phone mein app store mein Jana hoga aap chahe to yahan click karke bhi Google Plus download kar sakte hain

Google Plus download for Android

Google Plus download karne ke bad aap Google Plus Singh in karke apne mobile mein bhi Google Plus ka istemal kar sakte hain

Google Plus kaise use Kare how to use Google Plus in Hindi

Doston Google Plus use karna bahut hi aasan hai agar aap Facebook use karte hain to Google Plus ko use karne ke liye aapko alag se kuchh sikhane ki jarurat nahin Hoti hai Google Plus mein aap apne doston rishtedaro ko follow kar sakte hain

Aur unhen apne circle mein add karke unki gatividhiyon ki jankari rakh sakte hain aur unko like comment bhi kar sakte hain

Google Plus per aap apna status bhi update kar sakte hain aur photo video bhi upload kar sakte hain

Google Plus ke fayde Benefits of Google Plus in hindi

  • Google Plus ek Google ki hi free service hai aur Google Plus account create karne ke liye hame alag se account banane ki jarurat nahin Hoti
  • Google Plus ek social networking website hai jiske dwara ham status photo video aur link aasani se share kar sakte hain
  • Facebook WhatsApp ki tarah ham Google Plus mein bhi group banaa sakte hain

Conclusion

Han to doston aapko hamari aaj ki post kaisi lagi Aaj hamne aapko bataya ki what is Google Plus in Hindi Google Plus kya hai aur Google Plus account kaise banay ummid hai aapko samajh aaya hoga aur pasand bhi aaya hoga kyunki Aaj humne iji tarike se aapko Sahi aur update Jankari batai hai jo aapke liye helpful hai

Agar aapko hamari aaj ki post pasand I hai to aap comment box mein comment karke bhi hamen bata sakte hain aur ISI prakar ki Anya Jankari ke liye aap hamari website jankari in Hindi ki notification ko subscribe bhi kar sakte hain jisse aapko hamari nai post ki jankari mil sake

Aap hamari post Apne doston se bhi share kar sakte hain aur share karke Apne doston ko bhi iske bare mein bata sakte hain doston aaj ke liye Bus itna hi ham fir new technology aur education se sambandhit post lekar hajir honge tab tak ke liye Alvida doston aapka din Shubh Ho

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top