Dosto Aaj ham baat kar rahe hai Facebook account recovery ke bare mei Facebook ka upyog karne ki bhi ek limit hoti hai agar ham Facebook ka galat istemal karte Hai to hamara Facebook account block ho sakta hai yadi aapka Facebook account block ho gaya hai to darne ki jarurat nahi Hai Aaj ham aapko bataenge ki Facebook account recover kaise kare
Facebook ek bahut popular networking site hai jiske dwara aap aapke dosto rishtedar ya aur bhi bahut se logo se batchit kar sakte hai Aaj Facebook sabhi social networking site mei se ek Hai Facebook mei bahut sare features hote Hai jisse aap photos videos page aur link share kar sakte hai Facebook Manoranjan ka ek sadhan ban gaya hai jiska use lakhon log kar rahe hai aaiae ab aage jante Hai Facebook ID recover kaise kare ke bare mei
Facebook account block hone par recover kaise kare
Ab aaiae ham aapko batate Hai Facebook account unblock kaise kare iske liye aapko niche Di gai step ko follow karna hai
Step 1:Go To Account Recovery Request page
Sabse pahle aap account recovery request page per jaye ab aapko Facebook account recover form dikhai dega isme aapko sari jankari ko sahi se Bharna hai
Step 2:Enter email address or mobile number
Aapko log in email address or mobile number ka option dikhai dega yaha apna email address ya mobile number likh de jo Apne Apne Facebook account mei email address all mobile number likha tha vahi yaha per likhna hai
Step 3:your full name
Iske bad aapko your full name ka option dikhai dega yaha aap apna Facebook wala pura naam likhe
Step 4:your id
Ab aapko choose file ka option dikhega isme aap apne account ki pahchan ke leye apna koi pahchan Patr Jaise Aadhar card pan card aadi ka screenshot lekar upload kar de
Step 5:Additional info
Ab aapko additional info ka option dikhai dega yaha aapko Apne account ko recover karne ke liye kuchh shabd likhna hoga aap likh sakte hai ki mujhse Aisa galti se ho gaya hai aage se mujhse aisi galti nahi hogi
Step 6: Top on send button
Uske bad aapko send button ka option dikhega use per klik kar de
Step 7:Open email address
Request sent karne ke bad 24 ghante mei aapka Facebook disabled account unblock ho jayega iske bad aapke email adress par Facebook account recover code aaega us cod ko verify karke aap Facebook account ko open kar le
To is tarah se aap Facebook account recover process ko follow karke apna Facebook account recover kar sakte hai dekha aapane yah Kitna aasan tha
Conclusion:
Facebook ID recover hone ke bad aap fir se aisi koi galti na Kare jisse aapka Facebook account hamesha ke liye block ho jaaye kyunki aap bar bar block Facebook account ko on block nahi kar sakte agar aapko koi samasya aati hai to aap comment box mei comment karke humse poochh sakte hai post pasand I ho to like Kare share kare FIR milenge dosto kuchh aise hi nai Jankari ke sath jankari in Hindi par dhanyvad