Facebook kya hai janiye Facebook ki puri Jankari Hindi me

Facebook kya hai Facebook ki puri jankari

Aaj ke Daur mei social media ek Aisa platform Ban chuka hai jisse lagbhag sabhi log wakif hai aur use istemal bhi karte Hai social media hame un logon se Jorta hai jinse Shayad samay ki Kami ke Karan ya jagah ki duri ke Karan ham dur hote ja rahe hai aise koi social media platform hai jo hame hamare pahchan walo ke pass lati hai unhe kuchh bahut hi lokpriya popular social media platform mei se ek Facebook hai

Facebook ka naam ham sabhi ne Suna Hai bahut log ise istemal bhi karte Hai per kuchh log aise bhi Hai Jo Facebook ke bare mei nahi  jante ye post unhen logo ko Facebook ke bare mei Jankari dene ke liye hai

Also read: facebook account block hone per recover kaise kare

To agar aap aap Janna chahte Hai ki Facebook kya hai in Hindi what is Facebook in Hindi aur sath hi Facebook kaha ka hai to aapko hamare is post mei uplabdh available karaenge to Facebook ko Hindi mei kya kahate Hai janne ke liye hamare sath bane rahiye aur  ise ant Tak padhiye

Facebook kya hai

Facebook ek social media platform hai jo hame ek Aisa panch pradan karta hai Jaha  ham Apne doston se pahchan walo se aur kuchh naye logo se bhi jud sake unse baat kar sake aur unki jindagi ki kuchh  highlights dekh sake Facebook hame UN logo se bhi wapas Joining ka avsar deta hai jinse Shayad ham salo se na mele ho

Facebook

Facebook per ham photos share kar sakte hai Apne dosto ke sath roj ki jindagi ke kuchh pal share Kar sakte hai aur unse chat bhi kar sakte hai vah bhi bilkul free agar aap yah Janna chahte Hai ki Facebook ka full farm kya hai to ham aapko Bata de ki Facebook ka koi ful form nahi Hai balki Facebook khud hi ek full form hai FB ke leye

Ab Apne Jaan liya ki Facebook ka matlab kya hota hai to chahie ab ham aapko batate Hai ki Facebook kisne banaya aur Facebook kis Desh Ka Hai

Kya aap jante Hai ki Facebook pahle the Facebook bua Karta tha jise September 2005 ke bad Facebook mei converted  Kar Diya Gaya tha Facebook ka histry jyada purana to nahi Hai per aisi hi Kai bate Hai Jo Shayad aap nahi jante honge inhi ki jankari ham aapko denge

Sabse pahle janiye ke Facebook kab shuru hua Facebook ki shuruaat February 4 2004 ko hui thi Facebook ke founder mark Zuckerberg ne  Facebook ko Apne aur 4 dosto ke sath milkar banaya tha jab vah Harvard University mai padha karte the

Mark ne ise Apne college ke student ke liye banaya tha Jo dheere dheere Anya college mei failta gya aur aaj iske 2.45Billion se jyada active users hai Jo ise duniya Ka sabse bada social network bana deta hai

Facebook ka Malik bhi mark Zuckerberg hi hai jaate jaate aapko yah bhi Bata dete Hai ki Facebook kis Desh Ka Hai Facebook America ki company hai jo ki california ke manlo park mai located hai

To yah thi aapke liye histry off Facebook ine Hindi ki jankari

Conclusion

Facebook ek Aisa platform bhi hai jo ham Tak Kai important news delivers  hai aur sath hi yah advertisement vigyapan ka ek bahut hi bada madhyam hai is per account banakar aap ise use kar sakte hai aur Kai naye purane logo se jur sakte hai

To dosto yeh thi Facebook ki puri jankari Hindi mei is post ko by reading  aapko Facebook meaning in Hindi aur Facebook kya hota hai yah samajh aa Gaya hoga

Agar aapko hamari hai Facebook information in Hindi pasand I to ise Apne dosto ke sath bhi jarur share Kare aur agar aapke pass hamare liye koi sawal hai to comment me likh kar hame batae

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top