Samay ke sath internet bhi teji se aage badh Raha hai aur har kisi ke pass internet connection available hota hai internet ki duniya mein kadam rakhte Hain Jo pahla Naam dimag mein aata hai wo Google hai Google ki vistar roop se Jankari dene ke liye ham aapko what is Google in hindi Google kya hai uske bare mein baat karenge or Google kis Desh ki company hai ye bhi bataenge wo bhi Jankari in Hindi me
Google kya hai what is Google in Hindi
Normal si baat hai ki jab hamen koi sawal ka jawab Janna hota hai to ham Google per jaate Hain uske bare mein search karte hain aur uski jankari ko prapt karte hain kya aapane kabhi socha hai ki yah Aisa kyon hota hai kyu ki Google ek search engine baar hai
Iska istemal log alag alag tarah se karte hain lekin fir bhi Google istemal karne wale log abhi tak iske real education se wakif nahin hai real taur per Google ek multinational technology company hai jisko Hindi mein rashtriye takniki kaha jata hai iska work internet connected service or product logon ki help ke roop mein karta hai to ab aapko pata chal chuka hoga Google kya hai
Google kis Desh ki company hai
Google ki itni sari khubiya janne ke bad aap is baat Ko lekar ichchuk honge ki aakhir yah kis Desh ki company hai to ham aapko batana chahte Hain ki Google ek American company hai jo internet search aur clothing company Jaisi suvidha ka Labh deti hai
Google ke under service
Google ki service ke andar vaise to bahut sari new new invitation add hote ja rahe hain lekin jo sabse jaruri baat Mani jaati hai vah online advertisment aur search klaud software hardware aadi mukhya service hai jo iske antargat aate Hain
Google ka history
Aam language main kahe to kisi ka aaj janne se pahle uske cal ke bare mein Bhali prakar se jaan Lena chahie kyunki aapko uske bite hue cal ke Inspiration mil sakti hai Shayad uske aaj se aap bhale hi kuchh nahin Sikh sakte lekin aap uske bite hue cal se bahut kuchh Sikh sakte hain Jo aapke aane Wale cal ko behtar banaa sakta hai
Google ki sthapna January 1996 mein hui thi iski sthapna karne Wale Larry pej or Sarge Brin the Larry pej or Sarge Brin college ka naam stand Ford University tha Jahan per ye dono apni PHD ki padhaai kar rahe the aur is dauran hi inhone ye Khoj ki use samay unhone apni soch ke anusar iska naam search engine bar Rakha uske bad ka naam Google para
Google Shabd ka Arth meaning of the word Google
Google Shabd ek Anya Shabd gol se aata hai is search engine ke piche ek concept tha ek tarah se do website ki aapas mein tulna karna bhi kaha ja sakta hai ek gol ke bad s sunane sthapit hota hai aarambh main is search engine ka istemal stand ford vishwavidyalay ke prayog mein bhi laya gaya tha isko vishwavidyalay ke aupcharik website ke adhin bhi chala Gaya
Google ka aavishkar invention of google
Google ko invitation mein DNA dwara funding Di gai ye funding Google ko tab Di gai thi jab Google ka koi bhi sthan bajar mein nahin tha ISI tarah ki koi dhanaji nahin kar raha tha iski safalta ko dekhte hue isko dobara teen aur Angel nivesh Karta dwara funding prapt ki gai ye teen nivesh Angel Karta ye hai
1 Amazon ke sthapak Jeff Bezos
2 Stanford University ke science professor David Cherry
3 inter paranoid Raam Shri raam ye teen mahan Karta the jinhone Google per apna Vishwas dikhaya tha use per apni dhan rashi lagai
Varsh 1998 ke Arth gat tatha 1999 ke aarambh mein is tarah se nivesh ke bad 7 July 1999 mein Google ne 25 milian dollar ki funding prapt ki is funding mein Kai nivesh Karta aur invester maujood the varsh 1999 ke Arab mein peg aur brin ne milkar ye nirnay liya tha ki vah exide Namak company Google ko bech denge unhone is company ke CEO George bail se is vishay mein mulakat bhi ki thi 1 milion ka offer bhi diya gaya tha halanki apna man Badal Diya George ne is offer Ko thukra Diya Exide company ke mukhya nirdeshKo main se ek Vinod ghosla ne is Dil ke liye 75 milian dollar bhi le aaye the lekin George ben ne ise fir bhi thukra diya
Google company ke karykartaon ka Ektaabadh Google workers unite
Google ki jankari kuchh is prakar hai ki gol ka iod varsh 2004 mein shuru Kiya gaya tha is program mein Larry tatha page Sergey page addict ne ye Tay kiya tha ki ye teenon 20 varsh Tak ek sath work mein aware rahenge 2020 Tak ye teenon Google company ka management ek sath milkar karenge
Google company ka Vikas development of google company
March 1999 ke samay Google ne apna office ke liye California main Palo Alto mein viksit kiya is samay yahan per silicon valley ke under start up karne wali bahut si companya kam kar rahi thi varsh 2000 mein Google mein bechne or prachar karne ka kam shuru Kiya jismein keywords technic ka bhi Bhali prakar se use Kiya gaya tha keyword advertising sealing ka kam sabse pahle go tu .com company ke liye Kiya gaya tha varsh 2009 mein yah dekha Gaya ki is search engine bar mein pratidin ek milion se adhik user research kiye gaye the May 2011 mein monthly taur per dekha jaaye to Google visiting pahli bar ek milian se upar gai 2012 mein Kareeb Google ne 50 milion salana kamai ki pahli bar Aisa hua tha ki Google ne ek varsh mein itne paise ki kamai ki Ho
Google banaa duniya ka sabse bada search engine bar Google becomes the world’s largest search engine bar
Ji ha aapane yah Sahi suna hai ki Google duniya ka sabse bada search engine bar Google hai iska istemal duniya bhar mein Kareeb 40 Desh karte hain Google company ke duniya bhar mein 70 office majdur hai Google ke liye domen Naam 15 December 1997 mein register Kiya Gaya aur company ko 4 September 1998 ko Shamil Kiya gaya tha Google ke Date of Birth Bina kisi Dhyan ke Kai bar Badli ja chuki hai tabhi 2005 Tak 7 September ko website ne apna birthday manaya lekin company ne vastav mein 4 september 1998 ko Incorporation ke kaam charye dakhil kiye the halanki is tarikh ko usne Apne janamdin ke roop mein kabhi istemal nahin kiya 2005 ke bad ismein 8 September 26 September aur September 27 apna janmdin ki chinhit Kiya
Google ke karmchari Google employees
Google ke karmchariyon ki sankhya lagbhag 200 se bhi jyada hai 200 se bhi jyada karmchariyon ne ek unic banai yah unic karmchariyon ke behtar ve ke sath naukari ki suvidha acche work culture ko dekhkar banai gai thi unic karmchariyon ne yah dawa kiya tha ki alphabet union worker ka maksad karmchariyon ke interest ki raksha karna hai
Google ke 225 engineer karmchariyon ne self francisco main karmchariyon ne ek unic banaya yadi Jankari ke taur per bataen to America tek industry main pahli bar hua tha Google Apne yahan per union banne hi nahin Dena chah raha tha vah aise prayaso ko dawa deta tha ISI vajah se Google ke Kai karmchariyon ne Gupt roop se union banai aur September mein Office Bearers ke chunav per Malik aana Adhikar kar company alphabet workers union ki sthapna ki
Google workers netaon ne likha hai ki vah kafi waqt se Google ke union ka prayas kar rahe the 226 karmchariyon ne communication worker of America ke union code per signature bhi Kiya vahin Google ke pipal off operation reaction ne kaha hai ki hamare karmchariyon ka sanrakshit shram Adhikari jinka ham Samman karte hain lekin jaisa ki ham hamesha se kahate Hain ki ham aage bhi Apne karmchariyon ke sampark mein rahenge aur unka Samman karte rahenge
America ke sram sansadhan Google per aarop lagaya hai ki vah karmchariyo se Gair kanuni tarike se pooch taach karte Hain ismein Kai logon ne company ki nitiyon ke khilaf pradarshan bhi Kiya tha aur sath hi main sangathan banane ki bhi Puri koshish ki thi jiske bad unko naukari se bhi nikal Diya gaya tha
Google company mein job
Har sal Google mein job karne ke liye lakhon log Sapna dekhte hain bataya jata hai ki Google mein job pane ke liye lakhon log har sal 20 lakh se bhi jyada log aavedan karte Hain lekin inmein se kuchh hi log hai Jaise 5000 ki naukari paate Hain kyunki Google company ke selection mein Kai Charan hote Hain jisko aapko safalta purn paar karna hota hai
Yadi aap bhi Google company mein job karne ke liye interesting hai to aap iski Puri Jankari pane ke liye taiyar ho jaaye janiye ki job pane ke liye Google mein kya karna hota hai job milne per aapko kitni salary milti hai iske liye kin Qualifications ka hona bahut hi jyada jaruri hai ismein salary kitni hoti hai aur kis wesh per hoti hai
India mein Kai bade shahron mein Google ki bahut bade office hain jaise Mumbai gurugram Bengaluru Hyderabad Google Anya saman companiyon ki tarah bilkul nahin Google adhik innovation karne wali company hai aur iska mukhya dhaan organization ke sath Jankari share karna hota hai
Halanki padhte Charan ke roop mein Google Apne karmchariyon per adhik Dhyan de rahi hai kisi bhi company ki safalta ka mukhya Karan us company ke karmchariyon ka bahut bada yogdan hota hai kyu ki safalta ka mukhya bhag karmchariyon ko hi Mana jata hai unka kathin parishram hi hota hai jo company ko is unchai Tak lekar jata hai Inka hard work hi hai jo Aaj Google itni itni unchaiyon per pahunch gaya hai aur apni number 1 ki position kayam kiye huwa hain kisi bhi company ki organization ka mukhya hissa karmchari koi Mana jata hai
Google company ke sath kam karna ek sapne jaisa hai aur is sapne ke pura Ho jaane per aapko Kai tarah ki safalta ka Anand milta hai Jaise ismein naukari karne walon Ko acchi suvidha ke sath acche salary package bhi diya jata hai jaise ki humne bataya tha ki lakhon candidate ke bad kuchh hajar ka hi is company mein selection hota hai to aap yah soch sakte honge ki UN logon mein kya kya khubiyan Rahi hogi jinki vajah se vah is company ke sath Jude honge
Google company mein kam kar rahe karmchariyon ki khubiyan
Google company mein naukari pane ke liye aapko btech degree ka hona bahut hi jayada jaruri hai aapko pure academy career mein kam se kam 65 percent aana jaruri hai
Iska matlab saaf hai ki 10th or 12th main aapko btech aur McD course mein 65% ank jarur prapt karne honge candidate ko English Bhasha ka achche se jarur knowledge hona bahut hi important hai
kyu ki credited Ko agar English language ka Pura tarah se knowledge hoga to vah language ka prayog kar acchi communication ko banaa sakta hai samne wale se communication question karna bahut hi jaruri hota hai iske sath aapko internet web research online advertising fraud delectation numerical Analysis aur e-commerce ke bare mein full knowledge hona bahut jaruri hai
To doston ye tha Google full information in Hindi ummid hai ise padh kar aap samajh Gaye honge ki what is Google in Hindi Google kya hai aur Google kis Desh ki company hai What is the history of Google in Hindi Google ka itihaas kya hai agar aapko hamari Google in Hindi ki jankari acchi lagi to ise Apne doston ke sath hi jarur share Karen aur agar aap ke pass hamare liye koi sawal hai to comment mein likhkar bataen thank u so Mach
Aksar Puche jaane wale sawal (FAQS)
Question-Google kahan ki company hai
Answer-Google America ki company hai
Question- Google company ki sthapna kisne ki
Answer-Google company ki sthapna lerry or page or Sergi brin ne ki thi
Question-lerry page or sargi brin ke college ka naam
Answer-lerry page or sargi brin ne Stanford vishwavidyalay padhaai ki
Question- Lerry or page ne apne khoj ke dauran Google Ko kya Naam diya tha
Answer-search engine bar ke naam se paribhashit kiya
Question-Google ki sthapna kis San mein ki gai thi
Answer-san1998 me