Aaj ham aapko Google Play store par app kaise upload Kare ke bare me janenge aur sath mein aap how to earn money from Google Play Store in Hindi ke bare mei janenge
Aap sabhi Android phone ka use karte hain ham sabhi Android apps ke bare me jante Hain aap jante honge ki aap Android app ko banaa sakte hain iske liye isko post me ham aapko Play Store mein app kaise dale ke bare me bataenge
Android apps banane ke bad use upload kaise karen yah Janna bahut jaruri hai aaj duniya Ka har insan Google Play Store ka use karta hai kyunki Store per aapko sabhi apps mil jaenge aap kisi se bhi puchenge ki aapne app yahan se download Kiya to wo aapko Play Store ka naam hi bataega
Play Store per aap kisi bhi tarah ka app dal sakte hain iske liye aapko Google ko paise dene honge kam se kam 25 agar Apne koi new app banaya hai aur aap use Play Store per upload karna chahte hai to aap my post Play Store per apna app kaise dale ko shuru se and Tak jarur padhen
Google Play Store per app kaise upload Kare
Play Store ke bare me to sabhi log jante Hai kyunki Play Store Aisa platform hai Jahan per aapko sabhi tarah ke apps mil jaenge download karne ke alava usse paise bhi Kama sakte hain
Uske liye aapko ek app create karna parega kisi bhi Android aapko Google Play Store per upload karna bahut hi aasan hai
Agar aap apne apps ko Google Play Store per upload karna chahte hain to aap hamare status ko follow karke karsakte hain
Step 1: Google Play developer console
https://Play.Google.Com/Apps/Publish/Signup/ Google Play developer consol per jakar email id aur password dalkar log in karna hai
Step 2: log in
Account banane ke bad paise pay karke log in kare iske bad adding A new application par karna hai FIR aapke samne ek window open hogi vahan se aapko language aur apps ke naam dene hote Hain
Step 3: Apk file select kare
Iske bad aapko upload your first apk to production par jana hai iske bad iske bad aap apna apk file select kare aur upload kare
Step 4: screenshots aur description dale
Aapke samne successful ka massage aayega aur iske bad aap apne app ke bare mei discription de jo Play Store par show hoga uske bad aap yahan screenshot dale icon dale aur eske bad pure deail dal de
Step 5:publish this app par click kare
Iske bad aap pricing and distribution par click karke paid ya free de sakte hai screen ke top right corner par aapko ek option dekhega publish this app par click kar de
To doston yah thi vah steps jinko follow karke aap Google play store mein apna Android app load kar sakte hain
Play store se Paisa kaise kamaye
Google Play Store Android ki ek app hai jo sabhi Android phone mein hoti hai Google Play Store se aap vibhinn prakar ki app ko free mein ya pay karke download kar sakte hain agar aap developer vah to aap Android app banakar Google Play Store per upload karke paise Kama sakte ho
Per doston aapko sirf upload karne se hi aap paise nahin Kama sakte to aap soch rahe honge ki paisa kaise kamaye yah Jankari hamen kahan se milegi to iska sidha sa matlab hai yah hamen admob se milegi
Admob Google Play Store ki hi ek service hai jis per hamen account banana hota hai aur useke jariya hamen advice apps per ads lagane hote Hain agar koi user aapke ads ko dekhega aur click Karega to Google use app ko aapko Paisa dega ads lagne ke bad hamari earning shuru Ho jaati hai
App bana kar paise kaise kamaye
Doston har Insan ke pass Android phone hai jismein kam se kam 10 se 15 apps jarur honge to aap samajh hi sakte hain ki agar aapke koi Android app banaya hai jisse 1000 500 log use karte hain to aap kitni earring kar sakte hain
Aaj bahut se aise tools hai jiske use se aap Android apps banaa sakte hain internet per aapko kuchh aisi site bhi mil jayegi Jahan per aap Bina coding kiye app ko banaa sakte hain aap Youtube ko video dekhkar bhi Android apps ko aasani se banaa sakte hain jisse aap acchi evening kar sakte hain
Agar aap bhi apna Android app banana chahte Hain to hamari post Android app kaise banaye padh kar bna sakte hai
Conclusion:
Han to doston aapko hamari post Google Play Store per aap kaise upload Karen kaise lagi aur sath hi humne aapko Android app banakar paise kaise kamae ke bare mei Assam bhasha mein bataya hamen ummid hai ki aapko hamari post acchi lagi hogi
Agar aapko hamari post pasand I to like aur comment jarur Karen aur aapko is post se sambandhit koi bhi prashn puchna ho to niche comment box mei comment karke poochh sakte hain ham aapke prashn ko HAL karne ki meri koshish karenge
Aap hamare post How to earn money from Google Play Store Jankari in Hindi ko aapane family member aur doston ke sath bhi share kar sakte hain aur agar aap chahe to aap ise Apne Facebook account social media per bhi ser kar sakte hain jisse vah bhi is post ke bare mein jankari prapt kar sakte hain
Hamen asha hai ke aapko hamare sabhi post pasand a Rahi hogi hamari website Jankari in Hindi ki last update pana chahte Hain to hamari website ko jarur subscribe Karen theek hai doston ab ham aapse alvidha chahte Hain fir meligi